Happy Holi SMS Page - 1 !! 2 !! 3 !! 4 !! 5 !! 6 !! 7 !! 8 !! 9
Custom Search

Hijr kay mausam main - Bewafa Sms, Sad Sms, Bewafa Shayari, Sad Poetry, Bewafa Urdu Sad sms, Hindi Sad sms, Dard Sms And Tragedy Sms

hijr kay mausam main ye barish ka barasna kaisa !
aik sehra say samandar ka guzarna kaisa ?

aey meray dil na paraishan ho 'tanha ho kar!
wo teray saath chala kab tha 'bicharna kaisa?

Jab shajar saath na de 'haar samajh bethay to !
zard patton ka hawaon say ulajhna kaisa ?

chal muhabbat kay samandar main utar jatay hain !
pyar karna hai to phir maut say darna kaisa ?

Bewafa kehnay ki bhi jurat na karna ae dil !
us nay iqraar kia kab tha mukarna kaisa ?

My and My Friends Blog List

Blog Archive